Karaoke Deewaron se milkar rona von Pankaj Udhas — mit Songtext mitsingen auf Singa

Deewaron se milkar rona Karaoke

Pankaj Udhas

SongtexteDeewaron se milkar rona

Deewaro se milkar rona

achcha lagta hai

Hum bhi pagal ho

jayenge aisa lagta hai

Deewaro se milkar rona

achcha lagta hai

Hum bhi pagal ho

jayenge aisa lagta hai

Deewaro se

Dunia bhar ki yade

humse milne aati hai

Dunia bhar ki yade

humse milne aati hai

Shaam dhale is sune

ghar me mela lagta hai

Shaam dhale is sune

ghar me mela lagta hai

Hum bhi pagal ho

jayenge aisa lagta hai

Deewaro se

Kitne dino ke pyase

honge yaro socho to

Kitne dino ke pyase

honge yaro socho to

Shabnam ka katra bhi

jinko dariya lagta hai

Shabnam ka katra bhi

jinko dariya lagta hai

Hum bhi pagal ho

jayenge aisa lagta hai

Deewaro se

Kisko kaiser paththar

maru kaun paraya hai

Kisko kaiser paththar

maru kaun paraya hai

Sheesh mahal me ek ek

chehra apna lagta hai

Sheesh mahal me ek ek

chehra apna lagta hai

Hum bhi pagal ho

jayenge aisa lagta hai

Deewaro se milkar

rona achcha lagta hai

Hum bhi pagal ho

jayenge aisa lagta hai

Deewaro se

Komponist:in
Pankaj Udhas
Songtexte
Qaisarul Jafri, Pankaj Udhas
Herausgeber:in
Universal Music Publishing Ab