Karaoke Bura Maan Gaye von Ayee Milan Ki Bela, Mohammed Rafi — mit Songtext mitsingen auf Singa

Bura Maan Gaye Karaoke

Mohammed Rafi, Ayee Milan Ki Bela

SongtexteBura Maan Gaye

BURA MAAN GAYE

TOH BURA MAAN GAYE

PYAR AANKHON SE JATAYA

TO BURA MAAN GAYE

PYAR AANKHON SE JATAYA

TO BURA MAAN GAYE

HAAL E DIL HUMNE SUNAYA

TO BURA MAAN GAYE

APNE GAJRE KE

HAR EK PHOOL KI TAREEF SUNI

APNE GAJRE KE

HAR EK PHOOL KI TAREEF SUNI

ZAKHM E DIL HUMNE DIKHAYA

TO BURA MAAN GAYE

PYAR AANKHON SE JATAYA

TO BURA MAAN GAYE

WO TO HAR ROZ RULATE HAIN

GHATAON KI TARAH

WO TO HAR ROZ RULATE HAIN

GHATAON KI TARAH

HUMNE EK ROZ RULAYA

TO BURA MAAN GAYE

PYAR AANKHON SE JATAYA

TO BURA MAAN GAYE

BEKHUDI PAR MERI HANSTE RAHE

SHARMATE RAHE

BEKHUDI PAR MERI HANSTE RAHE

SHARMATE RAHE

AB ZARA HOSH MEIN AAYA

TO BURA MAAN GAYE

PYAR AANKHON SE JATAYA

TO BURA MAAN GAYE

SIRF ITNI SI KHATA PAR

HUME DUSHMAN JAANA

SIRF ITNI SI KHATA PAR

HUME DUSHMAN JAANA

SAR KO KADMON MEIN JHUKAYA

TO BURA MAN GAYE

PYAR AANKHON SE JATAYA

TO BURA MAAN GAYE

HAAL E DIL HUMNE SUNAYA

TO BURA MAAN GAYE

Jahr
1964
Sprache
Hindi
Genre
Bollywood
Länge
3:56
Komponist:in
Shankar Jaikishan
Songtexte
Hasrat Jaipuri