Hawa ke jhonke aaj
mausamon se rooth gaye
Gulon ki shookhiyaan
jo bhanvre aake loot gaye
Badal rahi hai aaj
zindagi ki chaal zara
Issi bahaane kyun na
main bhi dil ka haal zara
Sawaar loon
Sawaar loon
Sawaar loon haye
Sawaar loon
Hawa ke jhonke aaj
mausamon se rooth gaye
Gulon ki shookhiyaan jo
bhanvre aake loot gaye
Badal rahi hai aaj zindagi
ki chaal zara
Isi bahaane kyun na main
bhi dil ka haal zara
Sawaar loon
haye sawaar loon
Sawaar loon
haye sawaar loon
Baramde purane hain
nayi si dhoop hai
Jo palke khatkhata raha
hai kiska roop hai
Sharartein kare jo
aise bhoolke hijab
Kaise usko naam
se main pukar loon
Sawaar loon
Sawaar loon
Sawaar loon
haye sawaar loon
Yeh saari koyalein
bani hai aaj daakiyaan
Kuhu kuhu mein chitthiyan
padhe mazakiyaan
Yeh saari koyalein
bani hai aaj daakiyaan
Kuhu kuhu mein chitthiyan
padhe mazakiyaan
Inhe kaho ki naa
chhupaaye kisne hai
likha bataaye
Uski aaj main
nazar utaar loon
Sawaar loon
haye sawaar loon
Sawaar loon
Sawaar loon
Hawa ke jhonke aaj
mausamon se rooth gaye
Gulon ki shookhiyaan jo
bhanvre aake loot gaye
Badal rahi hai aaj
zindagi ki chaal zara
Issi bahaane kyun na
main bhi dil ka haal zara
