Karaoke Gham Ka Khazana Tera Bhi Hai Mera Bhi von Jagjit Singh, Lata Mangeshkar — mit Songtext mitsingen auf Singa

Gham Ka Khazana Tera Bhi Hai Mera Bhi Karaoke

Lata Mangeshkar, Jagjit Singh
Song hat zwei oder mehr Sänger:innen

SongtexteGham Ka Khazana Tera Bhi Hai Mera Bhi

Gham ka khazana

tera bhi hai mera bhi

Gham ka khazana

tera bhi hai mera bhi

Yeh nazarana

tera bhi hai mera bhi

Apne gham ko geet

bana kar gaa lena

Apne gham ko geet

bana kar gaa lena

Raag puraana tera

bhi hai mera bhi

Raag puraana tera

bhi hai mera bhi

Gham ka khazana

tera bhi hai mera bhi

Tu mujhko aur main

tujhko samjhaaoon kya

Tu mujhko aur main

tujhko samjhaaoon kya

Dil deewana tera

bhi hai mera bhi

Dil deewana tera

bhi hai mera bhi

Gham ka khazana

tera bhi hai mera bhi

Shahar mein galiyon

galiyon jiska charcha

hai

Shahar mein galiyon

galiyon jiska charcha

hai

Woh afsaana tera

bhi hai mera bhi

Maikhane ki baat

na kar waiz mujhse

Maikhane ki baat

na kar waiz mujhse

Aana jaana tera

bhi hai mera bhi

Gham ka khazana

tera bhi hai mera bhi

Yeh nazarana tera

bhi hai mera bhi

Gham ka khazana tera

bhi hai mera bhi

Jahr
1991
Sprache
Hindi
Genre
Bollywood
Länge
5:24
Versionen
Duett
Komponist:in
Shahid Kabir, Jagjit SIngh
Songtexte
Chitra Singh, Shahid Kabir, Jagjit SIngh
Herausgeber:in
Bmg Rights Management (scandinavia) Ab