Do nain sitaare
Hain chaand
sa mukhda
Kya kehna uska
afreen
Daawat mein jaise
ho shahi tukda
Uske jaisi na
koyi nazneen
Shaahi joda pehan ke
Aayi jo ban-than ke
Wohi to meri
sweetheart hai
Sharmayi si bagal mein
Jo baithi hai dulhan ke
Wohi to meri
sweetheart hai
Shaahi joda pehan ke
Aayi jo ban-than ke
Wohi to meri
sweetheart hai
Sharmayi si bagal mein
Jo baithi hai dulhan ke
Wohi to meri
sweetheart hai
Kaise main
kahun shukriya
Uska mujhpe
ehsaan hai
Nacheezon ki basti
mein woh
Jo banke aayi
mehmaan hai
Kaise main
kahun shukriya
Uska mujhpe
ehsaan hai
Nacheezon ki basti
mein woh
Jo banke aayi
mehmaan hai
Lagta hai shaadi
ghar mein
Uske aane se jaise
Chal ke aayi hai
khushkismati
Saari mehfil ki
woh jaan bani hai
Kya kehna
uska afreen
Muflis ke dil ka
armaan bani hai
Uske jaisi na
koyi nazneen
Shaahi joda pehan ke
Aayi jo ban-than ke
Wohi to meri
sweetheart hai
Sharmayi si bagal mein
Jo baithi hai dulhan ke
Wohi to meri
sweetheart hai
Shaahi joda pehan ke
Aayi jo ban-than ke
Wohi to meri
sweetheart hai
Sharmayi si bagal mein
Jo baithi hai dulhan ke
Wohi to meri
sweetheart hai
Wah wah ji
Wah wah kya
baat hai
Wah wah ji
Wah wah kya
baat hai





