Yaariyaan v...e
Yaariyaan
Yaariyaan v...e
Yaariyaan v...e
Yaariyaan yaa
Dil mera hai
nasamajh kitna
Besabar ye
bewkoof bada
Chahta hai kitna tujhe
khud magar nahi
jaan sakaa
Is dard-e-dil ki sifarish
ab kar de koi yahaan
ki mill jaaye
isey woh baarish
jo bhigaa de poori tarah
Is dard-e-dil ki sifarish
ab kar de koi yahaan
ki mill jaaye
isey woh baarish
jo bhigaa de poori tarah
Yaariyaan
Yaariyaan
Kya huaa asar tere
saath reh kar naa jaane
ki hosh mujhe
naa raha
Lafz mere thhe
zubaan pe aake ruke
par ho na sake
woh bayaan
Dhadkan tera
hi naam jo le
aankhein bhi
paighaam ye de
Teri nazar ka
hi ye asar hai
mujh pe jo huaa
Is dard-e-dil ki sifarish
ab kar de koi yahaan
ki mill jaaye
isey woh baarish
jo bhigaa de poori tarah
Is dard-e-dil ki sifarish
ab kar de koi yahaan
ki mill jaaye
isey woh baarish
jo bhigaa de poori tarah
Tu jo mila
toh zindagi hai badli
main poora naya
ho gaya
Hai be-asar duniya
ki baatein badi
ab teri sunu
main sadaa
Milne ko tujhse
bahaane karun
tu muskuraaye
wajah main banun
Roz bitaana
saath mein tere
saara din mera
Is dard-e-dil ki sifarish
ab kar de koi yahaan
ki mill jaaye
isey woh baarish
jo bhigaa de poori tarah
Is dard-e-dil ki sifarish
ab kar de koi yahaan
ki mill jaaye
isey woh baarish
jo bhigaa de poori tarah
Is dard-e-dil ki sifarish
ab kar de koi yahaan
ki mill jaaye
isey woh baarish
jo bhigaa de poori tarah
Is dard-e-dil ki sifarish
ab kar de koi yahaan
ki mill jaaye
isey woh baarish
jo bhigaa de poori tarah
