Karaoke Ambar Sariya von Fukrey — mit Songtext mitsingen auf Singa

Ambar Sariya Karaoke

Fukrey

SongtexteAmbar Sariya

Gali mein maare phere

paas aane ko mere

Gali mein maare phere

paas aane ko mere

Kabhi parakhta

nain mere tu

Kabhi parakhta tor

Kabhi parakhta

nain mere tu

Kabhi parakhta tor

Ambarsariya

Mundave kachiya

kaliyaan na tod

Ambarsariya

mundave kachiya

kaliyaan na tod

teri maan ne

Bole hain mujhe

teekhe se bol

teri maan ne

Bole hain mujhe

teekhe se bol

Ambarsariya

Ho Ambarsariya

Main kaliyon ke jaisi

meri alhad umar niyadi

chhoti si yeh jaan meri

aur joban behta paani

Main kaliyon ke jaisi

meri alhad umar niyadi

chhoti si yeh jaan meri

aur joban behta paani

Jab se chadhi jawaani

dhoondhti dil da haani

Jab se chadhi jawaani

dhoondhti dil da haani

Main anjani ko ye pani

le na jaave rod

Ambarsariya

mundave kachiya

kaliyaan na tod

Ambarsariya

Mundave kachiya

kaliyaan na tod

teri maan ne

bole hain mujhe

Teekhe se bol

teri maan ne

bole hain mujhe

Teekhe se bol

Ambarsariya

Ambarsariya

Ho…o gori gori

meri kalai haaye

Ho...o gori gori

meri kalai choodiyaan

kaali kaali

Main sharmati roz lagati

kaajal surma laali

Nahin main surma paada

dhoop na main

chamkaana

Nahin main surma paada

dhoop na main

chamkaana

nain nasheele ho agar

toh surmaiti ki lod

Ambarsariya

mundave kachiya

kaliyaan na tod

Ambarsariya

Mundave kachiya

kaliyaan na tod

teri maan ne

bole hain mujhe

Teekhe se bol

teri maan ne

bole hain mujhe

Teekhe se bol

Ambarsariya

Ho Ambarsariya