Aadmi
aadmi ko kya dega
Aadmi
aadmi ko kya dega
Jo bhi dega
wahi khuda dega
Mera qatil hi
mera munsib hai
Mera qatil hi
mera munsib hai
Mera qatil hi
mera munsib hai
Kya mere haq me
faisla dega
Kya mere haq me
faisla dega
Aadmi
aadmi ko kya dega
Jo bhi dega
wahi khuda
Zindagi ko kareeb
se dekho
Zindagi ko kareeb
se dekho
Zindagi ko kareeb
se dekho
Iska chehra
tumhe rula dega
Aadmi
aadmi ko kya dega
Jo bhi dega
wahi khuda dega
Humse pucho na
dosti ka sila
Humse pucho na
dosti ka sila
Humse pucho na
dosti ka sila
Dushmano ka bhi
dil hila dega
Aadmi
aadmi ko kya dega
Jo bhi dega
wahi khuda dega
Ishq ka zeher
pi liya Fakir
Ishq ka zeher
pi liya Fakir
Ishq ka zeher
pi liya Fakir
Ab masiha bhi
kya dawaa dega
Ab masiha bhi
kya dawaa dega
Jo bhi dega
wahi khuda dega
Aadmi
aadmi ko kya dega
Aadmi
aadmi ko kya dega
Jo bhi dega
wahi khuda dega
