Hulchul hulchul
ho gayi teri
honth hai kyon chup
Hulchul hulchul
ho gayi teri
Baithe hain gupchup
pyaare pyaare
chehre ne karte
hain ishaara
dekha teri aankhon ne
hai sapna koi pyaara
Humse gori na tu sharma
kehde humse zara
Humse gori na tu sharma
kehde humse zara
Kehna hi kya ye nein
ik anjaan se jo mile
chalne lagi mohabbat
ke jaise ye silsile
Armaan naye aise
dil mein khile
jinko kabhi main
na jaanoon
Vo humse hum unse
kabhi na mile
kaise mile dil
na jaanoon
Ab kya karein
kya naam lein
kaise unhein
main pukaroon
Kehna hi kya ye nein
ik anjaan se jo mile
chalne lagi mohabbat
ke jaise ye silsile
Armaan naye
aise dil mein khile
jinko kabhi main
na jaanoon
Vo humse hum unse
kabhi na mile
kaise mile dil
na jaanoon
Ab kya karein
kya naam lein
kaise unhein
main pukaroon
Pehli hi nazar mein
kuchh hum kuchh tum
ho jaate hain yoon gum
Neinon se barse
rimjhim rimjhim
humpe pyaar ka saawan
Sharam thodi thodi humko
aaye to nazrein
jhuk jaayein
sitamb thoda thoda humpe
shokh hwaa bhi
kar jaayein
Aisi chale aanchal uthay
dil mein ek toofan uthay
hum to lut gaye
khade hi khade
kehna hi kya ye nein
ik anjaan se jo mile
Chalne lagi mohabbat
ke jaise ye silsile
armaan naye
aise dil mein khile
jinko kabhi
main na jaanoon
Vo humse hum unse
kabhi na mile
kaise mile dil
na jaanoon
Ab kya karein
kya naam lein
kaise unhein
main pukaroon
Hulchul hulchul
ho gayi teri
honth hai kyon chup
Hulchul hulchul
ho gayi teri
Baithe hain gupchup
pyaare pyaare
chehre ne karte
hain ishaara
dekha teri aankhon ne
hai sapna koi pyaara
Humse gori na tu sharma
kehde humse zara
Humse gori na tu sharma
kehde humse zara
In honthon na maanga
sargam sargam
tu aur tera hi pyaar hai
Aaj dhoondhe hai
jisko hardam hardam
tu aur tera hi pyaar hai
Mehfil mein bhi
tanha hai dil aise dil aise
tujhko kho na de
darrta hai ye aise ye aise
Aaj mili
aisi khushi jhoom uthi
duniya ye meri
tumko paaya
to paayi zindagi
Kehna hi kya ye nein
ik anjaan se jo mile
chalne lagi mohabbat
ke jaise ye silsile
Armaan naye
aise dil mein khile
jinko kabhi main
na jaanoon
Vo humse hum
unse kabhi na mile
kaise mile
dil na jaanoon
Ab kya karein
kya naam lein
kaise unhein
main pukaroon
Kehna hi kya ye nein
ik anjaan se jo mile
chalne lagi mohabbat
ke jaise ye silsile
kehna hi kya
