Karaoke Mera Yaar esittäjältä Bhaag Milkha Bhaag — laula mukana sanoituksilla Singassa

Mera Yaar Karaoke

Bhaag Milkha Bhaag

SanatMera Yaar

Mera yaar hai rab warga

dildaar hai rab warga

Mera yaar hai rab warga

dildaar hai rab warga

Ishq karoon ya

karoon ibaadat

Ishq karoon ya

karoon ibaadat

Ikko hi gal ai

Alif Allah, Alif Allah

Alif Allah hooo

Alif Allah, Alif Allah

Alif Allah hooo

Alif Allah, Alif Allah

Alif Allah hooo

Alif Allah, Alif Allah

Alif Allah hooo

Main mandir kyun jaava

mera yaar khuda hai

Main masjid kyun jaava

mera yaar khuda hai

Main mandir kyun jaava

mera yaar khuda hai

Main masjid kyun jaava

mera yaar khuda hai

Mere pairon mein bhagra

saanson mein tappe tappe

main ishq tarane

gaaun chappe chappe

Ishq karoon ya

karoon ibaadat

Ishq karoon ya

karoon ibaadat

Ikko hi gal ai

Alif Allah, Alif Allah

Alif Allah hooo

Alif Allah, Alif Allah

Alif Allah hooo

Alif Allah, Alif Allah

Alif Allah hooo

Alif Allah, Alif Allah

Alif Allah hooo

Hoooo Alif Allah

woh noor ka jharna hai

main pyaas puraani

Maine aankh se gatak

liya uss husn ka paani

Woh noor ka jharna hai

main pyaas puraani

maine aankh se gatak

liya uss husn ka paani

Usey takte takte takte

umr guzaarun

Koi aur khayal jo aaye

jhat se utaarun

Ishq karoon ya

karoon ibaadat

Ishq karoon ya

karoon ibaadat

Ikko hi gal ai

Alif Allah, Alif Allah

Alif Allah hooo

Alif Allah, Alif Allah

Alif Allah hooo

Alif Allah, Alif Allah

Alif Allah hooo

Alif Allah, Alif Allah

Alif Allah hooo

Maine ishq itar pehna

main khushboo, khushboo

Ab wohi mehakta hai

mere bheetar har su

Maine ishq itar pehna

main khushboo, khushboo

ab wohi mehakta hai

mere bheetar har su

Mere pairon mein

bhagra

saanson mein

tappe tappe

Main ishq tarane

gaaun chappe chappe

Ishq karoon ya

karoon ibaadat

Ishq karoon ya

karoon ibaadat

Ikko hi gal ai

Alif Allah, Alif Allah

Alif Allah hooo

Alif Allah, Alif Allah

Alif Allah hooo

Alif Allah, Alif Allah

Alif Allah hooo

Alif Allah, Alif Allah

Alif Allah hooo