Paas aaye
Dooriyaan phir bhi
kam naa hui
Ek adhuri si
hamari kahani rahi
Aasmaan ko zameen
ye zaroori nahi
Jaa mile jaa mile
Ishq saccha wahi
Jisko milti nahi
manzilein manzilein
Rang thhe noor tha
Jab kareeb tu tha
Ek jannat sa tha
yeh jahaan
Waqt ki ret pe
kuch mere naam sa
Likh ke chhod gaya
tu kahaan
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Khushbuon se teri
yunhi takra gaye
Chalte chalte
dekho na hum
kahaan aa gaye
Jannatein agar yahin
Tu dikhe kyon nahin
Chaand suraj
sabhi hai yahaan
Intezar tera
sadiyon se kar raha
Pyaasi baithi hai
kab se yahaan
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Pyaas ka ye safar
khatam ho jayega
Kuch adhura sa jo tha
poora ho jayega
Jhuk gaya aasmaan
Mill gaye do jahaan
Har taraf hai milan
ka samaa
Doliya hain saji
khushbuein har kahin
Padhne aaya Khuda
khud yahaan
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
