Kudiyon ka nasha
pyare nasha sab
se nasheela hai
Jise dekho yahan
woh husn ki baarish
me geela hai
Ishak ke naam pe
karte sabhi ab
raas-leela hai
Main karoon toh saala
Character Dheela hai
Main karoon toh saala
Character Dheela hai
Ladko ka nasha
pyare nasha sab
se nasheela hai
Jise dekho yahan
woh husn ki baarish
me geela hai
Ishak ke naam
par karte sabhi
ab raas leela hai
Main karoon toh saala
Character Dheela hai
Main karoon toh saa la
Character Dheela hai
Like It Like It
Hai simple sa
yeh formula
Hai love ka
funda khokhala
Bujhe bas pyaas
toh ye dil
Cool cool cool cool
rehta hai
Kisi ka haath thaam ke
Hai de kyun
waade naam ke
Haan love you
forever koi
Fool fool fool fool
kehta hai
Isey pee loon se
hai matlab
Jo yovan
santreela hai
Fark padta hai
kya baahon mein
Munni hai ya
Sheela hai
Ishak ke naam par
karte sabhi ab
raas leela hai
Main karoon toh saala
Character Dheela hai
Main karoon toh saala
Character Dheela hai
Yeh charcha
Facebook pe hai
Mazaa bas ek
look mein hai
Hassi chehre ka
kaun deedaar
Baar baar baar baar
karta hai
Jo dil ka
photo frame ho
Wahan photo
kyun same ho
Calendar hi tarah use
Roz roz roz roz
change karta hai
Kamar patli
ho jitni bhi
Mazaa utna
nasheela hai
Chalega jo bhi hai
aankhon ka rang
kala ya neela hai
Ishak ke naam pe
karte sabhi ab
raas leela hai
Main karoon toh saala
Character Dheela hai
Main karoon toh saala
Character Dheela hai
Kudiyon ka nasha
pyare nasha sab
se nasheela hai
Jise dekho yahan
woh husn ki barish
mein geela hai
Ishaq ke naam pe
karte sabhi ab
raas leela hai
Main karoon toh saala
Character Dheela hai
Main karoon toh saala
Character Dheela hai
Main karoon toh saala
Character Dheela hai
Main karoon toh saala
Character Dheela hai
Main karoon toh saala
Character Dheela hai
Main karoon toh saala
Character Dheela hai





