ISHQ AUR PYAAR KA MAZA LIJIYE
ISHQ AUR PYAAR KA MAZA LIJIYE
THODA INTEZAAR KA MAZA LIJIYE
THODA INTEZAAR KA MAZA LIJIYE
DIL E BEQARAAR KA MAZA LIJIYE
DIL E BEQARAAR KA MAZA LIJIYE
THODA INTEZAAR KA MAZA LIJIYE
MAZA LIJIYE MAZA LIJIYE
MAZA LIJIYE MAZA LIJIYE
THODA INTEZAAR KA MAZA LIJIYE
O O O
BEKHAYAAL HO GAYE HAIN
HOSH MEIN NA LAIYE
AAIYE KAREEB AAKE
AANKHON SE PILAAIYE
HO BEKHAYAAL HO GAYE HAIN
HOSH MEIN NA LAIYE
AAIYE KAREEB AAKE
AANKHON SE PILAAIYE
AAP BHI KHUMAAR KA
HO AAP BHI KHUMAAR KA
MAZA LIJIYE
THODA INTEZAAR KA MAZA LIJIYE
PA GA PA GA PA
PA PA SA NI DHA PA MA
MA RE MA RE MA
MA MA NI DHA PA MA GA
GA MA PA MA PA GA
PA DHA SA NI DHA PA MA GA RE SA
MAZA LIJIYE MAZA LIJIYE
MAZA LIJIYE MAZA LIJIYE
THODA INTEZAAR KA MAZA LIJIYE
O O O
AADHI RAAT DHAL CHUKI HAI
CHAANDNI JAWAAN HAI
KOYI BADHAWAAS HAI TO
KOYI BADGUMAAN HAI
O O O AADHI RAAT DHAL CHUKI HAI
CHAANDNI JAWAAN HAI
KOYI BADHAWAAS HAI TO
KOYI BADGUMAAN HAI
HUSN KE NIKHAAR KA
HO HUSN KE NIKHAAR KA
MAZA LIJIYE
THODA INTEZAAR KA MAZA LIJIYE
MAZA LIJIYE MAZA LIJIYE
MAZA LIJIYE MAZA LIJIYE
THODA INTEZAAR KA
MAZA LIJIYE HO OH
MASTIYAAN HAIN BEKHUDI HAI
CHAAHATON KA JAAM HAI
NA TO KOYI BEBASI HAI
NA TO KOYI KAAM HAI
HO MASTIYAAN HAIN BEKHUDI HAI
CHAAHATON KA JAAM HAI
NA TO KOYI BEBASI HAI
NA TO KOYI KAAM HAI
DIN HAI ITVAAR KA
HAAN DIN HAI ITVAAR KA
MAZA LIJIYE
THODA INTEZAAR KA MAZA LIJIYE
ISHQ AUR PYAAR KA MAZA LIJIYE
ISHQ AUR PYAAR KA MAZA LIJIYE
THODA INTEZAAR KA MAZA LIJIYE
PA GA PA GA PA
PA PA SA NI DHA PA MA
MA RE MA RE MA
MA MA NI DHA PA MA GA
GA MA PA MA PA GA
PA DHA SA NI DHA PA MA GA RE SA
MAZA LIJIYE MAZA LIJIYE
MAZA LIJIYE MAZA LIJIYE
