Ishq ki dhooni
roz jalaye
Uthta dhua toh
Uthta dhua toh
Kaise chipaye
Kaise chipaye
H...o ankhiyaan
karein ji hazoori
Maangein hain
teri manzoori
Kajra siyahi
din rang jaaye
teri kastoori rein jagaye
man mast magan
man mast magan
bas tera naam dohraaye
Man mast magan
Man mast magan
bas tera naam dohraaye
Ho chahein bhi toh
bhool na paaye
man mast magan
man mast magan
bas tera naam dohraaye
Man mast magan
Man mast magan
bas tera naam
dohraaye
Hoo jogiya jog lagake
Makhna rog lagake
ishq ki dhooni
roz jalaye
Utha dhuaan
toh kaise chipaye
Man mast magan
Man mast magan
bas tera naam dohraaye
Man mast magan
Man mast magan
bas tera naam dohraaye
Chahein bhi toh
bhool na paaye
Man mast magan
Man mast magan
bas tera naam dohraaye
Man mast magan
Man mast magan
Tera naam
Bas tera naam
dohraaye
Odh ke dhaani
reet ki chadar
aaya tere sehar
mein ranjha tera
Duniya zamaana
jhoota phasana
jeene marne ka
waada saachan mera
Haan sheesh mehal na
mujhko suhaaye
Tujh sang sookhi
roti bhaaye
Man mast magan
Man mast magan
bas tera naam dohraaye
Man mast magan
Man mast magan
bas tera naam dohraaye
Ho chahein bhi toh
Bhool na paaye
Man mast magan
Man mast magan
bas tera naam dohraaye
Man mast magan
Man mast magan
tera naam dohraaye
