Karaoke Mujhe Neend Na Aaye by Anuradha Paudwal, Udit Narayan — sing along with lyrics on Singa

Mujhe Neend Na Aaye Karaoke

Udit NarayanAnuradha Paudwal

LyricsMujhe Neend Na Aaye

Mujhe neend na aaye,

neend na aaye,

neend na aaye

Mujhe chain na aaye,

chain na aaye,

chain na aaye

Mujhe neend na aaye,

ho

Mujhe neend na aaye,

mujhe chain na aaye

Koi jaaye zara dhoondke

laaye

Na jaane kahan dil kho

gaya

Na jaane kahan dil kho

gaya

Na jaane kahan dil kho

gaya

Na jaane kahan dil kho

gaya

Mujhe neend na aaye,

mujhe chain na aaye

Koi jaaye zara dhoondke

laaye

Na jaane kahan dil kho

gaya

Na jaane kahan dil kho

gaya

Na jaane kahan dil kho

gaya

Na jaane kahan dil kho

gaya

Haalat kya hai

kaise tujhe bataaoon

main

Karvat badal badalke

raat bitaaoon main

Haalat kya hai

kaise tujhe bataaoon

main

Karvat badal badalke

raat bitaaoon main

Poochho zara poochho

kya haal hai

Haal mera behaal hai

Poochho zara poochho

kya haal hai

Haal mera behaal hai

Koi samajh na paaye

kya rog sataaye

Koi jaaye zara dhoondke

laaye

Na jaane kahan dil kho

gaya

Na jaane kahan dil kho

gaya

Na jaane kahan dil kho

gaya

Na jaane kahan dil kho

gaya

Jaan se bhi pyaara

mujhko mera dil hai

Uske bina ek pal bhi

jeena mushkil hai

Jaan se bhi pyaara

mujhko mera dil hai

Uske bina ek pal bhi

jeena mushkil hai

Tauba meri tauba

kya dard hai

Dard bada bedard hai

Tauba meri tauba

kya dard hai

Dard bada bedard hai

Kabhi mujhko hasaaye

kabhi mujhko rulaaye

Koi jaaye zara

dhoondke laaye

Na jaane kahan dil kho

gaya

Na jaane kahan dil kho

gaya

Mujhe neend na aaye,

neend na aaye,

neend na aaye

Mujhe chain na aaye,

chain na aaye,

chain na aaye

Mujhe neend na aaye,

mujhe chain na aaye

Koi jaaye zara

dhoondke laaye

Na jaane kahan dil kho

gaya

Na jaane kahan dil kho

gaya

Na jaane kahan dil kho

gaya

Na jaane kahan dil kho

gaya

Composer
Milind Chitragupta Shrivastava, Anand Chitragupta Shrivastava
Lyrics
Milind Chitragupta Shrivastava, Sameer Anjaan
Publisher
Universal Music Publishing Mgb Scandinavia Ab