Tere sang yaara
Khush rang bahara
Tu raat deewani
Main zard sitaara
O karam khudaya hai
Tujhe mujhse
milaya hai
Tujhpe marke hi toh
Mujhe jeena aaya hai
O tere sang yaara
Khush rang bahara
Tu raat deewani
Main zard sitaara
O tere sang yaara
Khush rang bahara
Main tera ho jaaun
Jo tu karde ishara
Kahin kisi bhi gali
mein jaaun main
Teri khushboo se
takraaun main
Har raat jo aata
hai mujhe
Woh khwaab tu
Tera mera milna
dastoor hai
Tere hone se
mujhme
Noor hai
Main hoon soona
sa ek aasmaan
Mehtaab tu
O karam Khudaya hai
Tujhe maine
jo paaya hai
Tujhpe marke hi toh
Mujhe jeena aaya hai
O tere sang yara
Khushrang bahara
Tu raat deewani
Main zard sitaara
O tere sang yara
Khushrang bahara
Tere bin ab toh
Na jeena ganwara
Maine chhode hain
baaki saare raste
Bas aaya hoon tere
Paas re
Meri aankhon mein
tera naam hai
Pehchaan le
Sab kuch mere
liye tere baad hai
Sau baaton ki
Ik baat hai
Main na jaunga
kabhi tujhe chhod
ke Ye jaan le
O karam Khudaya hai
Tera pyar jo paaya hai
Tujhpe marke hi toh
Mujhe jeena aaya hai
O tere sang yaara
Khush rang bahara
Tu raat deewani
Main zard sitaara
O tere sang yaara
Khush rang bahara
Main behta musafir
Tu thehra kinara
