Deewaro se milkar rona
achcha lagta hai
Hum bhi pagal ho
jayenge aisa lagta hai
Deewaro se milkar rona
achcha lagta hai
Hum bhi pagal ho
jayenge aisa lagta hai
Deewaro se
Dunia bhar ki yade
humse milne aati hai
Dunia bhar ki yade
humse milne aati hai
Shaam dhale is sune
ghar me mela lagta hai
Shaam dhale is sune
ghar me mela lagta hai
Hum bhi pagal ho
jayenge aisa lagta hai
Deewaro se
Kitne dino ke pyase
honge yaro socho to
Kitne dino ke pyase
honge yaro socho to
Shabnam ka katra bhi
jinko dariya lagta hai
Shabnam ka katra bhi
jinko dariya lagta hai
Hum bhi pagal ho
jayenge aisa lagta hai
Deewaro se
Kisko kaiser paththar
maru kaun paraya hai
Kisko kaiser paththar
maru kaun paraya hai
Sheesh mahal me ek ek
chehra apna lagta hai
Sheesh mahal me ek ek
chehra apna lagta hai
Hum bhi pagal ho
jayenge aisa lagta hai
Deewaro se milkar
rona achcha lagta hai
Hum bhi pagal ho
jayenge aisa lagta hai
Deewaro se
