Gham ka khazana
tera bhi hai mera bhi
Gham ka khazana
tera bhi hai mera bhi
Yeh nazarana
tera bhi hai mera bhi
Apne gham ko geet
bana kar gaa lena
Apne gham ko geet
bana kar gaa lena
Raag puraana tera
bhi hai mera bhi
Raag puraana tera
bhi hai mera bhi
Gham ka khazana
tera bhi hai mera bhi
Tu mujhko aur main
tujhko samjhaaoon kya
Tu mujhko aur main
tujhko samjhaaoon kya
Dil deewana tera
bhi hai mera bhi
Dil deewana tera
bhi hai mera bhi
Gham ka khazana
tera bhi hai mera bhi
Shahar mein galiyon
galiyon jiska charcha
hai
Shahar mein galiyon
galiyon jiska charcha
hai
Woh afsaana tera
bhi hai mera bhi
Maikhane ki baat
na kar waiz mujhse
Maikhane ki baat
na kar waiz mujhse
Aana jaana tera
bhi hai mera bhi
Gham ka khazana
tera bhi hai mera bhi
Yeh nazarana tera
bhi hai mera bhi
Gham ka khazana tera
bhi hai mera bhi
