Maine tere liye chhoda
hai zamana
Zara tera irada toh bata
Aise nazrein tu mujhse
chura na
Zara tera irada toh bata
Chhaya hai mujhpe
tera hi nasha
Kambakht dil yeh
kahan ja phansa
Main teri deewani,
tu mera deewana
Samajh le nazar
ka ishara
Gali gali mein phirta hai
Tu kyun banke banjara
Aa mere dil mein bas ja
Mere aashik awara
Gali gali mein phirta hai
Tu kyun banke banjara
Aa mere dil
mein bas ja
Mere aashik awara
Tera kasoor hai na
mera kasoor
Dono ke dono paas
hoke bhi door
Teri wajah se main
toh soyi nahi
Meri wajah se tu bhi
jaaga zaroor
Meri mohabbat se
bach na sakega
Samajh jaan-e-mann
ueh ishara
Gali gali mein phirta hai
Tu kyun banke banjara
Hey aa mere dil
mein bas ja
Mere aashik awara
Gali gali mein phirta hai
Tu kyun banke banjara
Aa mere dil
mein bas ja
Mere aashik awara
