Kahani suno haan
zubani suno
Mujhe pyaar hua tha
ikraar hua tha
Kahani suno haan
zubani suno
Mujhe pyaar hua tha
ikraar hua tha
Mujhe pyaar hua tha
ikraar hua tha
Deewana hua
mastana hua
Teri chahat mein kitna
fasana hua
Tere aane ki khushbu
tere jaane ka manzar
Tujhe milna parhega
ab zamana hua
Sadaein suno haan
jafaein suno
Mujhe pyaar hua tha
ikraar hua tha
Mujhe pyaar hua tha
ikraar hua tha
Hai tamanna humein
tumhein dulhan banaen
Tere hathon pe mehndi
apne naam ki sajaen
Teri le lein balaaen
tere sadqe utaarein
Hai tamanna humein
tumhein apna banaen
Nahi mushkil wafa
zara dekho yahan
Teri aankhon mein basta
hai mera jahaan
Kabhi sun toh zara
jo main keh na saka
Meri duniya tum hi ho
tum hi aasara
Duaein suno
sazaein suno
Mujhe pyaar hua tha
ikraar hua tha
Kahani suno haan
zubani suno
Mujhe pyaar hua tha
ikraar hua tha
Mujhe pyaar hua tha
pyaar hua tha
pyaar hua tha
pyaar hua tha
oh
