BAAGH KO JANAM DENEWAALA BAGHBAN
PARIVAAR KO JANAM DENEWAALA PITA
DONO HI APNE KHOON PASEENE SE
APNE PAUDHON KO SEENCHTE HAIN
NA SIRF APNE PER SE
USKE SAAYE SE BHI PYAAR KARTE HAIN
KYUN KI USE UMEED HAI
EK ROZ JAB VOH ZINDAGI SE THAK JAAYEGA
YEHI SAAYA USKE KAAM AAYEGA
O DHARTI TARSE AMBAR BARSE
ROOT AAYE ROOT JAAYE HAAYE
HAR MAUSAM KI KHUSHBOO CHUNKE
BAGHBAN BAAGH SAJAAYE
BAAGHON KE HAR PHOOL KO APNA
SAMJHE BAGHBAN
BAAGHON KE HAR PHOOL KO APNA
SAMJHE BAGHBAN
HAR GHADI KARE RAKHWAALI
PATTI PATTI DAALI DAALI
SEENCHE BAGHBAN
BAAGHON KE HAR PHOOL KO APNA
SAMJHE BAGHBAN
BAAGHON KE HAR PHOOL KO APNA
SAMJHE BAGHBAN
HAR GHADI KARE RAKHWAALI
PATTI PATTI DAALI DAALI
SEENCHE BAGHBAN
BAGHBAN RAB HAI BAGHBAN
BAGHBAN RAB HAI BAGHBAN
BAGHBAN RAB HAI BAGHBAN
BAGHBAN RAB HAI BAGHBAN
O MADHUBAN KI BAHAAR
LE AAYE
MAUSAM REETE REETE HAYE
MAUSAM REETE REETE
JANAM-O-JANAM KI TRISHNA BUJH GAYI
BIRHA KE SHAN BEETE HAYE BIRHA KE SHAN BEETE
PHIR SE SAJAAYE BIKHRE APNE SAPNE BAGHBAN
PHIR SE SAJAAYE BIKHRE APNE SAPNE BAGHBAN
BAGHBAN RAB HAI BAGHBAN
BAGHBAN RAB HAI BAGHBAN
BAGHBAN RAB HAI BAGHBAN
BAGHBAN RAB HAI RAB HAI BAGHBAN
O UNGLI THAAMKE JIN BIRVON KO OO
HUMNE DIKHAAYI RAAH
MAAT PITA KI UNKE MANN MEIN TANIK NAHIN PARWAH HAYE
O ANSUAN BHAR NAINON SE
INKO DEKHE BAGHBAN
ANSUAN BHAR NAINON SE
INKO DEKHE BAGHBAN
BAGHBAN RAB HAI BAGHBAN
BAGHBAN RAB HAI BAGHBAN
BAGHBAN RAB HAI BAGHBAN
BAGHBAN RAB HAI BAGHBAN
O KISNE DUKH KI AGNI DAALI
BANJAR HO GAYE KHET
HARI BHARI JEEVAN BAGIYA SE
UDNE LAGI HAI RAIT HAYE
KYA BOYA THA AUR KYA KAATA
SOCHE BAGHBAN KYA BOYA THA AUR KYA KAATA
SOCHE BAGHBAN
BAGHBAN RAB HAI BAGHBAN
BAGHBAN RAB HAI BAGHBAN
BAGHBAN RAB HAI BAGHBAN
BAGHBAN RAB HAI RAB HAI BAGHBAN
O YAHI SOCHKE SAANSEIN LIKH DI
IN PHOOLAN KE NAAM
INKI CHHAIYYA CHHAIYYA BEETE
UMR KI DHALTI SHAAM
GUNCHE HAR DAM HI MUSKAAYE
CHAAHE BAGHBAN
GUNCHE HAR DAM HI MUSKAAYE
CHAAHE BAGHBAN
HAR GHADI KARE RAKHWAALI
PATTI PATTI DAALI DAALI SEENCHE BAGHBAN
BAGHBAN RAB HAI BAGHBAN
BAGHBAN RAB HAI BAGHBAN
BAGHBAN RAB HAI RAB HAI RAB HAI
RAB HAI RAB HAI BAGHBAN
WOH SOORAJ HAI LAAYI JISNE
DHOOP AANGAN AANGAN MEIN
KYOON HAI AKELEPAN KA ANDHERA
AAJ USI KE DAAMAN MEIN
KYA CHAAHA THA AUR KYA PAAYA
SOCHE BAGHBAN KYA CHAAHA THA AUR KYA PAAYA
SOCHE BAGHBAN
BAGHBAN RAB HAI BAGHBAN
BAGHBAN RAB HAI BAGHBAN
BAGHBAN RAB HAI BAGHBAN
BAGHBAN RAB HAI BAGHBAN
BAGHBAN RAB HAI BAGHBAN
BAGHBAN BAGHBAN
