Tere sang yaara
Khushrang bahara
Tu raat deewani
Main zard sitaara
O karam Khudaya hai
Tujhe mujhse
milaya hai
Tujhpe marke hi toh
Mujhe jeena aaya hai
O tere sang yaara
Khushrang bahara
Tu raat deewani
Main zard sitaara
O tere sang yaara
Khushrang bahara
Main tera ho jaaun
Jo tu karde ishara
Kahin kisi bhi gali
me jaaun main
Teri khushboo se
takraaun main
Har raat jo aata
hai mujhe
Woh khwaab tu
Tera mera milna
dastoor hai
Tere hone se
mujhme noor hai
Main hoon soona sa
ek aasmaan
Mehtaab tu
O karam Khudaya hai
Tujhe maine
jo paaya hai
Tujhpe marke hi toh
Mujhe jeena aaya hai
O tere sang yaara
Khushrang bahara
Tu raat deewani
Main zard sitaara
O tere sang yaara
Khushrang bahara
Tere bin ab toh
Na jeena gawara
Maine chhode hain
baaki saare raste
Bas aaya hoon
tere paas re
Meri aankhon mein
tera naam hai
Pehchaan le
Sab kuch mere liye
tere baad hai
Sau baaton ki
ik baat hai
Main na jaunga
kabhi tujhe chhod ke
Yeh jaan le
O karam Khudaya hai
Tera pyar jo paaya hai
Tujhpe marke hi toh
Mujhe jeena aaya hai
O tere sang yaara
Khushrang bahara
Tu raat deewani
Main zard sitaara
O tere sang yaara
Khushrang bahara
Main behta musafir
Tu thehra kinara
