Maqtool jigar
Qaatil hai nazar
Ik mehjabin
Ik noor-e-nabi
Rab ki rubaai
Ya hai tabaahi
Gardan surahi
Boli ilaahi
Afghan Jalebi
Mashooq farebi
Ghayal hai tera
deewana
bhai wah bhai wah
Bandook dikha ke
kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi
dikhana
bhai wah bhai wah
Afghan Jalebi
Mashooq farebi
Ghayal hai tera
deewana
bhai wah bhai wah
Bandook dikha ke
kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi
dikhana
bhai wah bhai wah
Oohdekh darazi
Banda namazi
Khel ke baazi
Khamakha
Ab thehra na kisi
kaam ka
Mir ka koi
Sher suna ke
Ghoont laga ke
jaam ka
Main raha khan
mehaz naam ka
Oye lakht-e-jigar
Oye noor-e-nazar
Ek teer hai tu
Main chaak jigar
Bandon se nahin to
Allah se daregi
Waada to kabhi
nibhana
bhai wah bhai wah
Bandook dikha ke
kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi
dikhana
bhai wah bhai wah
Khwaja ji ki paas
teri chugli karunga
Main teri
Chugli karunga
Haan teri
chugli karunga
Angoothi mein qaid
teri ungli karunga
Main teri
Chugli karunga
Haan teri
chugli karunga
Khwaja ji ki paas
teri chugli karunga
Main teri
Chugli karunga
Haan teri
chugli karunga
Angoothi mein qaid
teri ungli karunga
Main teri
Chugli karunga
Haan teri
chugli karunga
Gul-e-gulzar
Mere sarkar
Bade mansoob
Tere rukhsaar
Haaye shamsheer
nigaahein
Chaabuk si adaayein
Nacheez pe na
chalana
bhai wah bhai wah
Bandook dikha
dikha ke kya
pyar karegi
Chehra bhi kabhi
dikhana
bhai wah bhai wah
