TUM PREM HO
TUM PREET HO
MERI BANSURI KA GEET HO
TUM PREM HO
TUM PREET HO
MANMEET HO RAADHE
MERI MANMEET HO
TUM PREM HO
TUM PREET HO
MANMEET HO RAADHE
MERI MANMEET HO
TUM PREM HO
TUM PREET HO
MERI BANSURI KA GEET HO
PARMATMA KA SPARSH HO
RAADHE
PARMATMA KA SPARSH HO
PULKIT HRIDAY KA HARSH HO
PARMATMA KA SPARSH HO
PULKIT HRIDAY KA HARSH HO
TUM HO SAMARPAN KA SHIKHAR
TUM HO SAMARPAN KA SHIKHAR
TUM HI MERA UTKARSH HO
TUM PREM HO
TUM PREET HO
MERI BHAWNA KI TUM
RAADHE JEET HO
TUM PREM HO
TUM PREET HO
MERI BANSURI KA GEET HO
HOON MAIN JAHAAN
TUM HO WAHAAN
RAADHE
HOON MAIN JAHAAN
TUM HO WAHAAN
TUM BIN NAHIN HAI KUCHH YAHAN
HOON MAIN JAHAAN
TUM HO WAHAAN
TUM BIN NAHIN HAI KUCHH YAHAN
MUJHME DHADAKTI HO TUMHI
MUJHME DHADAKTI HO TUMHI
TUM DOOR MUJHSE HO KAHAN
TUM PREM HO
TUM PREET HO
MANMEET HO RAADHE
MERI MANMEET HO
TUM PREM HO
TUM PREET HO
MERI BANSURI KA GEET HO
